Mardana Kamzori Aur Namardi Ka Behtareen Ilaj
MARDANA KAMZOORE AUR NA MARDEE KA GUARANTEED ELAAJ KES MEIN MUMKEN HAI AUR KES TARHA KE MEDICINE MEIN MUMKEEN HAI?
(1) ALEO PATHIC
(2) HOMEO PATHIC
(3) HEKMAAT
(4) AND ANY OTHER
agar koi shaks apni sari taqat galat kaam mein use kar chuka hoon aur namazrd aur mardana kamzori ka shikaar ho gaya ho aur shadi ke qabil to door us ke apne jism mein bhi kuch taqat na rahe ho kyunki main power na ho to or bhi problems hote hai aur uzu-e- khas ke jaree dhele ho gaye ho ragee ubhar gai ho aur lataq gaya ho to phir ess mardana kamzori ko kes tarha se aur kes elaaj ke zariaa se guaranted aur jalde sehet yaab ho sakte hai.
(1) Aleo patic
(2) Homeo patic
Desi Nuskhay Mardana Taqat Kay Liye
Agar aap apni power ko barhana chahtay hain toh us kay liye aap ko sub se pehle ye karna hoga kay aap ko (musht zani) ko chor daina ho ga.us kay baad aap ko sub se pehle ye soch khatam karna ho gi kay ap kay jism ko koi nuqsan hua hai.us kay baad agar aap ko lagta hai kay aap ka ab bhi weak hai toh us kay liye main nuskha bata daita hon wo kar lijiye ga us say aap ko bohat achay results milain gay aur wo bhi bina kisi side effects kay.
safaid musli
kalonji
kali musli
ye 3 cheezain aap punsari ki dukaan se lay sktay hain in 3 cheezain ko aap aik jaisi mikdaar main lain aur unko rozana subha nehaar moh adha spoon aur raat kay khanay kay aik ghantay baad adha spoon khayain. is ko aap nay 15 din tak use karna hai aur se door rahna hai ap ko bohat ziada improvement nazar aye gi in teeno chezon kay koi bhi side effects nahi hain aur ye natural herbs hain.
Nuskha No 2:
Rozana raat ko sotay wakt aik glass neam garam doodh kay sath 3 se 4 khajoor (dates) kha lain is routine ko jitna ziada barkar rakhain gay itna ziada acha hai .Iss se aap ki mardana taqat bohat ziada barh jaye gi aur
aap ko is se nuqsan bhi nahi ho ga.
Nuskha No 3:
aik kilo doodh lay kar us main 5 se 7 chawaray (dry dates) dal kar usay aag par pakain yaha tak kay doodh adha kilo rah jaye phir us ko thanda kar kay khayain.


No comments:
New comments are not allowed.